Type Here to Get Search Results !

Natural health tips in Hindi

0

Natural health tips in Hindi

Natural health tips in Hindi

Doston aaj ki post Mein Ham baat karenge Natural health tips in Hindi ke bare mein Ki Aakhir vah kaun kaun si natural tips hai jinki vajah se Hamara Sharir healthy Rah sakta hai aur Hamara Sharir Sabhi Prakar ki bimariyon se Ladne ki takat Rakh sakta hai to doston aaj ki post Mein Ham inhe Sab natural tips ke bare mein janenge. Sabse pahle Ham baat karte hain ki Hamare Sharir main ham hemoglobin ki Matra Kaise Bada sakte hain yani ki Khoon Ki Kami ko Dur karne ki tips Kyunki hemoglobin Hamare Sharir mein Lal Rakt Kanika o Ko badhata Hai Yadi Hamare Sharir mein Main hemoglobin ki Matra kam Hogi to Humko anaemia yani ki Khoon Ki Kami se hone wale Rog ho sakte hain To Chaliye Shuru Karte Hain Aaj Ki post ko.

Natural ways to increase hemoglobin in Hindi

Yadi aap hemoglobin ki Matra Apne Sharir Mein Badhana Chahte Hain To aapko rojana Kuchh chijon ka Sevan karna hoga unhen chijon ki vajah se aapke Sharir ke andar hemoglobin ki Matra Mein Degi jaise ki chack chundar. Doston chakundar ke andar iron ki Matra Kafi Adhik Paye Jaate Hain jo ki Hamare Sharir ke liye bahut jyada Jaruri Hota Hai Is vajah Se a ja Hamare Sharir mein hemoglobin ki Matra ko bhi badhta hai isliye Jis bhi aadami ko Apne Sharir mein hemoglobin ki Matra Ko Badhana hai usko rojana chakundar ka Sevan karna chahie. Daily aapko do gilas chak chundar ka juice Pina chahie yah aapke Sharir mein lagat Kanika yani ki RBC Ko badhata Hai jo ki Hamare Sharir Mein hemoglobin ki Matra ko badhane Mein Kafi Karigar Hote Hain.

Doston ine Sab ke bad aata hai tamatar yane Ki 🍅 tomato. Doston aap tamatar ko ek Aisa fal ya sabji bol sakte hain jo ki Hamare Sharir ko Poshak tatva pradan karne mein bahut jyada yogdan deta hai aur doston aap Sabhi Jante Hain Ki lagbhag Sabhi Prakar ki sabjiyon mein Ham Tamatar ka upyog Jarur Karte Hain Kyunki Aisa karne se ismein jo bhi Poshak Tatv hote hain vah Hamare Sharir Ko Mil Jaate Hain Jiski vajah se Hamare Sharir ko jo bhi poshak tatva ki avashyakta Hoti Hai uski purti ho Jaate Hain. Doston tamatar Mein Vitamin C paya jata hai jo ki Hamare Sharir mein hemoglobin ki Matra Ko badhata Hai To doston Hamare Sharir mein yadi hemoglobin ki Matra kam hai To Humko rojana tamatar ka Sevan karna chahie tabhi Hamare Sharir Mein hemoglobin ki Matra badh sakte hain.

Doston in Sab Ke baad Aati Hai Palak doston Palak Mein Kafi Adhik Matra Mein iron ki Matra Hote Hain Jo ki Hamare Sharir ke liye bahut jyada labhdayak hoti hai yadi Ham rojana palak ka Sevan karte hain Chahe vah sabji Banakar karte ho ya FIR Ham direct use khate ho to isase bhi Hamara Sharir healthy rahata hai. Yadi doston aap rojana palak ki pattiyon ka Sevan Karte Hain To isase aap ke Aankhon Ki Roshani bhi badhati hai aur Jo Bhi Aankhon se sambandhit Rog Hote Hain vah bhi Dur Ho Jaate Hain Tu Jitna ho sake Hamen palak ka Sevan karna hai Kyunki ismein Sabhi Prakar ke Poshak tatva bharpur Matra mein uplabdh Hote Hain Jo ki Hamare Sharir ke liye bahut jyada labhkari hai aur Hamare Sharir ko bahut jyada fayda paunchate Hain.

En Sab ke bad Aata Hai hi Rajma doston rajma ke andar bhi bahut Adhik Matra Mein iron paya jata hai jo ki Hamare Sharir ke liye bahut jyada healthy Hota Hai yadi aap apne Sharir Mein hemoglobin ki Matra badhane chahte hain ya FIR Khoon Ki Kami ko Dur karna chahte hain to aapko Rajma ka Sevan Jarur karna chahie isko aap ek sabji ke Taur per bhi kha sakte hain aur isase aapke Sharir ko vah Sabhi Poshak tatva Milenge Jiski ki Hamare Sharir ko groth karne ke liye avashyakta hoti hai. Doston agar aap Chaho to rajmarg ko Saccha pani ke andar bhigo kar bhi kha sakte hain isase bhi aapko fayda hi hoga Tu Jitna ho sake apko rajma ka Sevan kar lena hai Chahe vah sabji ke roop mein ho ya FIR vaise aap bhigokar bhi isko kha sakte hain.

Doston ine Sab ke bad aata hai Nimbu yani ki lemon. doston Ham Nimbu ko khane mein dalkar bhi iska Sevan kar sakte hain aur vaise bhi Ham Nimbu Ka Pani ya FIR Anya Kisi bhojan ke sath iska upyog kar sakte hain. Doston Nimbu mein bhi Vitamin C hone ke Karan yah Hamare Sharir Mein hemoglobin ki Matra Ko badhata Hai yani ki Hamare Sharir mein Khoon Ki Matra Ko badhata Hai To isliye Hamen bhojan ya FIR salad ke sath Nimbu ka Sevan Jarur karna chahie aur yah Hamare Sharir ko Kai Prakar ke rogo se bhi Dur Rakhta hai. Aaj ke liye doston bas Itna he Agar aapko aaj ki health tips acchi lagi ho aur aap Aisi hi health tips ke bare mein aur Janna Chahte Hain To es post ko share Kijiye Apne doston ke sath family friends ke sath.

Thank You

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ