Type Here to Get Search Results !

Side effects and benefits of vitamin E capsule

0
Side effects and benefits of vitamin E capsule

Doston kya aap Vitamin E ke capsule ka Sevan Karte Hain aur yadi aap karte hain to kya aap Jante Hain ki isase aapke a Sharir ko fayda hota hai ya FIR nuksan yadi aap Nahin Jante to Aaj Ham aapko ISI ke bare mein bataenge aaj ki post Mein Ham baat karenge side effects of vitamin E capsules ki Vitamin E ke capsule ka Sevan karne se aapko kaun kaun se fayde aur nuksan ho sakte hain. Dosto Apne Suna Hoga Ki vitamin E ko use karne se aapki skin per jo bhi dark circles Bane Hote Hain vah Dur Ho Jaate Hain ya FIR jo bhi Daag dhabbe aapke face par Hote Hain vah Sabhi isko use karne per gayab ho Jaate Hain To Kya yah Baat Sach Hai ESI ke bare mein Aaj ham janenge.

Side effects of vitamin E capsule

Doston Hamari body ko sirf jarurat Hoti Hai 15 gram Vitamin E ke lekin Kuchh log Hote Hain Jo ki 400 gram Vitamin E ke capsule ko daily Lete Hain yani ki Kuchh log Aise Hain Jo ke vitamin E ke capsule jinmen ki 400 gram Vitamin E paya jata hai jo ki avashyakta se bahut jyada Adhik Hota Hai uska ve sevan rojana Karte Hain Taki unke Chehre par koi bhi Daag dhabbe Nahin Rahe aur na hi Kisi Prakar ke dark circle Rahe aur kuchh to Bal jhadane ke vajah se bhi iska Sevan karne Lagte Hain lekin ek baat main aap aapki clear kar Dun ki agar aap avashyakta se Adhik Vitamin E ke capsule ka Sevan Karte Hain to isase aapko fayde ki Bajaye nuksan Jyada Hota Hai.

Doston Apne bahut se Logon se Suna hoga ki agar aap apne Chehre per ya FIR aapke Chehre per jo bhi dark circle ya FIR Daag dhabbe Hain UN per Vitamin E ke capsule ko lagao Ge to isase Sabhi Prakar ke dark circle aur Daag dhabbe gayab ho Jaenge lekin main aapko ek baat bata Dun ki agar aap ek bar ya FIR Ek Hafte Tak is capsule ka use karte hain to isase aapki skin ko koi fayda nahin hone wala isko aapko continue Rakhna hoga tabhi jakar aapke skin Mein Kuchh fayda ho sakta hai Kyunki yah Ek Aisi chij Nahin Hai Ki aapane Ek Bar istemal Karen aur FIR Hathon Hath iska result aapko dekhne ko mil jaaye to isliye Jitna ho sake yah to ise aap use Hi Na Karen aur agar aap ise use Karen to permanently Ke Liye He ya FIR long time ke liye use Karen tabhi isase aapki skin ko fayda ho sakta hai otherwise iska koi bhi result aapko dekhne Ko Nahin milega.

Agar aapko hair fall Ki samasya Hai yani ki aap ke bal Jyada Tute Hain to aap Vitamin E ka ek capsule Lekar uske andar ke taral padarth ho aap jo bhi hair oil use karte hain usmein milakar Apne Sar Mein acche se massage Karen Kyunki Baal tutane ki samasya yah Keval Vitamin E ki Kami Ke Karan hi hoti hai yadi aap ise Raat Ko acche se a Laga kar so jaenge to aap uthkar Apne balon Ko dho le aur Aisa Kuchh Dinon ke liye Karen isase aapko Jarur hi Kuchh Dinon mein fayda dekhne ko milega lekin aapko Aisa nahin karna hai ki aapane ek din use Kiya do din use kya FIR Uske bad Chhod Diya ki aap ko to koi bhi fayda hi nahin dikh raha hai yeah capsule long time ke liye kam karte hain na ki short time mein apko benefit pahuChahte Hain.

Doston ab aap mein se Kuchh log puchenge ki agar Vitamin E ke capsule ko balon Mein Lagane per hair growth hoti hai tu Agar Ham ise Apne face per lagaenge to Bhi to yah Hamari hair growth karne mein madad Karega yani ki agar ladkiyan Apne Chehre per iska upyog Karenge to unke Chehre per Bal ugane ki Sambhavna hai han to yah Baat Sach Hai hai ki agar ladkiyan iska upyog Adhik Matra Mein Karte Hain To unke Chehre per bhi hair aa skte hain Tu Jitna ho sake a aapko is ko kam hi Matra Mein use karna hai Taki isase aapke Chehre ko fayda Hona ki nuksan to isliye Jis bhi Jagah per aap ke dark circle hai ya FIR Daag dhabbe Hain ya FIR koi bhi Aisa Nishant hai joki ki Achcha Nahin Hai Keval Usi per aap iska use Karen Baki skin per na lagaen tabhi aapko se fayda ho sakta hai. Doston Agar aapko aaj ki yah Khabar acchi lagi ho to aap ise Apne doston ke sath aur family member ke sath Jarur share Karen.


Thank You

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ