Doston green Tea weight loss ke liye best Mani Jaati Hai Lekin Dekha gaya hai ki green tea ke bare mein Logon Ko knowledge bahut kam hai Is post Mein Ham green tea se Jude Sabhi benefits aur Effects ke bare mein janenge. Aaj ki post ko ham do bhagon mein divide kar dete Hain first one hoga benefits of green tea and second side effects of green tea Aur iske sath sath yah bhi dekhenge ki green tea Kisko Kitni consume Karne hain.
Benefits of green tea
Green tea Ek powerful antioxidant Se bharpur Hota Hai jo ki Vitamin B or C Se Adhik powerful Mana jata hai Aur Hamen Kai Prakar ki bimariyon se bachakar bhi Rakhta hai aur Hamare Sharir ko tandurust Rakhta hai. Green tea immune system aur metabolism ko majbut karti hai Aur Hart promot ko majbut karti hai Aur sath hi weight loss karne mein bhi madad karti hai, bad cholesterol ghatane or Sath hi body toxin ko hatane mein bhi madad Karti Hain.anti aging properties hone ke Karan yah aapko Jawan banae rakhne mein bhi madad Karte Hain,Lever kidney aur Lung function Ko Bhi majbut Karte Hain.
Jin Logon Ko high BP ki samasya hoti hai ya FIR diabetes ki samasya hoti hai UN Logon ke liye green tea bahut jyada faydemand sabit hoti hai aur doctor bhi ine samasyaon se grasit Logon Ko green tea ka Sevan karne ki Salah Dete Hain.
Inke alava research ke anusar green tea ka Sevan Karne Wale Logon mein cancer hone ki samasya bhi kam Ho Jaati Hai.Specially breast cancer ki samasya kam Ho Jaati Hai jo Log green tea ka daily Sevan Karte Hain. Aksar Dekha gaya hai ki log green Tea se Itna jyada prabhavit ho Jaate Hain ki vah log Hamesha green tea ka Sevan karne ki sochte hain aur Hamesha green tea ke bare mein hi sochte rahte hain. lekin doston Ek Baat Main aapko Bata Du ATI Kisi Bhi chij ki acchi Nahin Hoti Hai agar Aap green tea ka Adhik Matra Mein Sevan Karenge to isase aapko Sharir Ko nuksan Hone lagta hai.
Jin logon ka blood group O positive hai vah Keval Din Mein Main 2 se 3 cup he green tea ka Sevan kar sakte hain yadi vah se Adhik Matra mein green tea ka Sevan Karte Hain to Pet Mein Dard ho sakta hai hi aur Anya Koi samasya utpann ho sakti hai. A aur B positive blood group wale Bande 3 se 4 Cup green tea ka Sevan kar sakte hain Kyunki inmein consume karne ki kshamta Adhik hoti hai To isliye aap apne blood group ke hisab se green tea ka Sevan kar sakte hain ki aap ko Kitni Matra Mein green tea ka Sevan karna hai yadi aap Adhik Matra Mein green tea ka Sevan Karenge to isase aapke Sharir ko bahut jyada nuksan ho sakta hai or Pregnancy ke dauran 2 cup Se Jyada green tea ka Sevan nahin karna chaiye.
Side Effects of green tea
Green Tea k andar coffin ki Matra Adhik hoti hai Jisse ki aapko coffin ki samasya ho sakti hai.
isse aapko insomnia ya FIR Nind karne Aana Jaisi Gambhir samasya ho sakti hain. green Tea Ka Adhik Matra Mein Sevan karne se aapko diariya ki samasya bhi ho sakte hain.Green Tea Ka Adhik Matra Mein Sevan karne se yah Hamare Sharir mein main laabh dayak hormones Hote Hain ye unko kam kar deti h jisse ki hamare Sharir ko Kai Prakar ki samasyaon ka Samna karna pad sakta hai Isliye Humko green Tea ka kam Matra Mein Hi Sevan karna hai Taki Hamare Sharir ko isase Labh ho sake na ki nuksan dhanyvad.
Thank You
Please do not enter any spam message.